Share
Patrik sampatti
Question
Mere papa ko krishi bhumi madhyapradesh sarkar ne zamidari pratha unmulan ke through di thi. usme mere pita Or unke bde bhai dono ka naam mul bhumi swami ke rup me darj ho gya. Us samay wo dono hi nabalik the. Bad me mere pita ko wo zamin apne bde bhai se partition me mili. Kya wo zamin patrik sampatti ki category me aayegi. Kyuki 1942 tak mere dada ji us zamin me krishi krte the or lagan dete the. Bad me unki death ho jane ke bad mere papa or unke bde bhai ke naam se lagan pataya jata tha. Fir bad me madhya pradesh sarkar ne un dono ko bhumi swami de diya. Mere pita ne wo sampatti sell kr di pr mere bde bhai use petrik samptti bol kr court case kr diye hai. Pls tell me kya wo zamin petrik sampatti kahlaygi ?
Answer ( 1 )
Once the ancestral property is partitioned, it looses the character of being ancestral in nature. However if the partition was done then the brother can get the share from the share of his father’s branch only.